Badrinath uttarakhand ke char dham ke saath saath Bharat ke char dham mai se bhi ek hai…. Badrinath mandir shri hari vishnu ko samarpit hai….. 

Badrinath uttarakhand ke 5 badri mai bhi shamil hai…jinme se chaar yog dhyan badri, bhavishya badri, adi badri aur vridh badri hai….

Ye to aap jante hi honge ki jagat guru adi shankaracharya ne Badrinath mandir ka punarnirman 8vi satabdi mai kiya tha…aur narayan ki murti ko narad kund se nikal kar use fir se usi stan par sthapit kiya …

Badrinath ko lekar kai dharmik manyataaye hai…

Kaha jata hai satyug ke samay Bhagwan vishnu yaha darbar lagaya karte they…aur sabhi  devta shri hari vishnu se gyan arjit kiya karte they… Badrinath mai lagne wale ies darbar ko sabse pehli Paathsala bhi kaha jata tha…aur narad muni us gyan ka prachar prasar karte they…

Badrinath mandir ki ek aur pauranik katha hai…kaha jata hai ek baar bhagwan vishnu yaha ghor tapsya mai leen they…jiske baad devi lakshmi ber yani badri ke ped ke rup mai waha pahuchi..aur bhagwan vishnu ko doop, barish aur barf se bachaya…tapasya puri hone ke baad jab bhagwan vishnu ne devi lakshmi ko sari preshani khud par lete dekha…jiske baad unhone devi lakshmi se kaha ki aaj ke baad ye jagh tumhare naam se jani jayegi…. qki tumne bhi mere saath utni hi tapasya ki hai jitni maine ki hai…Iesi karan ies jagh ka naam Badrinath pada…badri matlv devi lakshmi aur nath matlv bhagwan vishnu…

Ieske saath hi…. yeh manyata bhi hai ki bhagwan vishnu ki pooja 6 mah devtaon dwara ki jaati hai…jisme mukhya pujari narad muni ko mana jata hai….aur baaki 6 mahine Bdrinath dham manusya yoni ke liye khulta hai…taaki wo bhi apne aradhya ki pooja archna  kar sake….

Badrinath ki dharti itni pavitra hai ki….iese  srishti ka 8va baikunth bhi kaha jata hai….

Narayan ki ies pavan dharti par kadam rakhte hi… ek alag hi urja mehsus hoti hai…jo yaha ki  divyata  ka ehsas karti hai…

Badrinath apne aap mai hi itni alokik jagah hai ki…har saal  lakho bhakt… khud ko yaha aane se rok hi nhi paate hai….

Shri hari vishnu ke darshan ke baad aap aur bhi kai jagh ghum sakte hai… jese Mana gaon…bheem pull, vyas gufa, ganesh gufa, aur  vasudhara …..

Yahi se saraswati nadi ka bhi udgam hota hai … .jo bheem pull ke baad vilupt ho jaati hai…

itna hi nahi vasudhara ke baad swargarohini ka rasta bhi jata hai…jaha se pandav bhi swarg ki ore gye they…lekin yaha se  keval yudhisthir hi sav sarir swarg pahuche they…

Agar aap bhi Badrinath jaane ka plan kar rahe hai toh…apni badrinath yatra Mad for Trip ke saath plan kare…aur apni yatra ko aur bhi sukhad aur sugam banaye…

Shri badrinath mandir 3 bhago mai vibhajit hai…pehla garbhagriha . dusra darshan mandap  aur teesra sabha mandap…

Badrinath mandir mai bhagwan vishnu ki badrinarayan ke rup mai puja ki jati hai… yaha unki 1 meter uchi shaligram ki bani murti sthapit hai… 8 vi satabdi mai  jagadguru  adi shankaracharya ne bhagvan vishnu ki ies murti ki  punah sthapna ki thi…mandir ka jidondhaar bhi adi guru shankaracharya dwara hi kiya gaya tha…yahi karan hai ki aaj bhi mandir ke mukhya pujari dakshin bharat se aate hai…jo adi guru shankaracharya ke hi vanshaj mane jate hai…jinhe rawal naam se jana jata hai…

Badrinath mandir nar narayan parvat ke beech alaknanda nadi ke paas ek khubsurat sa mandir hai… ies  mandir ko rango se  itna sundar aur bhavya banaya gya  hai …ki ieski khubsurti ko sabdo mai nhi piroya ja skta…

Badrinath mai hai man ko moh lene wali natural beauty…jo aap ke man ko gehraiyon  se chu legi…

Narayan ki is Zameen/ Darti  par kadam rakhte hi  positive energy mehsus hoti hai…jo yaha ki divinity ka ehsaas krati hai..

Yaha ki divinity ka ehsas apko tab hoga jab aap mandir ki taraf jaoge… mandir ki taraf jate hue raste mai kai dukane aati hai…jaha shri hari bhajan suani dete hai… ien sabhi dukano se chandan aur tulsi ki manmohak khusbu ati hai…jise experience karne ke baad aap apni life kitna hi pareshan kyu na ho….us pal mai aap saari preshaniyon ko bhul jayenge…

Itna hi nahi badrinath mai aur bhi kai dilchasp jagh hai…jese Mana village, Bheem Pull, Vasudhara Falls, Vyas gufa Ganesh gufa & much more…yahi nahi mana jata hai vasudhara fall ke baad swargarohini ka bhi rasta jata hai…jaha se keval yudhisthir hi swarg tak pahuche they


More
Knowledge about Shri Badrinath 

Immerse yourself in the fascinating world of pilgrimage.

Badrinath Temple 

Badrinath Temple is one of the most sacred abodes of Lord Vishnu, which is situated in the Chamoli district of Uttarakhand. Amongst the four holy “Dhams”, Badrinath is famous for its divinity & natural beauty. The breathtaking town of Badrinath lies between the Nar & Narayan Parvat range, located at an elevation of almost 10,170 feet above sea level.  

Vasudhara Fall  

Near the holy city of Badrinath lies one of the most enchanting waterfalls you’ll ever see, the Vasudhara Fall. This delightful cascade is situated in the serene surroundings of the Himalayas and it is believed that the falls turn away from those people who are impure at heart.

Satopanth Tal 

Satopanth Tal is a crystal clear green water lake, with three corners which makes it a triangular lake. Surrounded by snow capped peaks at an elevation of 4600 meters above the sea level. It is likewise believed that the lake got its name from Lord Brahma, Lord Vishnu & Lord Shiva & these gods reside on the three corners of the lake. 

Mana Village 

 Mana Village is one of the best Badrinath attractions and is also known as the first Indian village that lies on the Tibetan – Chinese border. Enjoy a cup of tea at the last shop here, where you can catch a glimpse of several rare & exotic flora & fauna, it will be a great treat to your eyes. 

Brahma Kapal

It is likewise said that the individuals who perform funeral ceremonies here for the expired ones in their family will accomplish Moksha. For this reason, many visit this holy site to immerse the remains of their perished relatives in the River Alaknanda, on the banks of which Brahma Kapal is found. 

Bheem pul 

Bheem Pul is a natural bridge of stones on River Saraswati that is considered to be built by Bheem, one of the Pandav siblings. The stone bridge and the River Saraswati spouting through it is a stunning sight.

Tapt kund & Narad Kund  

Tapt Kund is a natural thermal spring, where the water has medicinal properties, and all devotees stop here to take a religious bath. Narad Kund is another popular holy site that is located near Badrinath. The place is quite significant as it is believed that Jagat Guru Adi Shankaracharya recovered the idol of Vishnu from here.

Vyas Gufa & Ganesh Gufa 

Vyas Gufa & Ganesh Gufa are also the most famous shrine sites of  Badrinath. It is believed that sage Vyas composed the epic Mahabharata here with the help of Lord Ganesha. Sage Vedvyas narrated the Mahabharata from the Vyas Gufa & Lord Ganesha had written the Mahabharata from Ganesh Gufa. 

Neelkanth Peak 

Neelkanth peak is always covered with snow all year around. This peak is said to receive the first rays of the sun every day at dawn & offers a splendid backdrop to the Badrinath Temple.

Charan Paduka 

Charan Paduka rock is the most popular rock of this region. It is believed that here are the footprints of Lord Vishnu which is why several devotees head to this destination. A visit to Charanpaduka and a look towards the footprints is believed to retrieve the ailments of devotees.